Raksha Bandhan SMS 2011 | Rakhi SMS 2011


This year Raksha Bandhan is a festival primarily observed in North India, which celebrates the relationship between brothers and sisters.The festival is observed by Hindus and Sikhs.

The festival falls on the full moon day (Shravan Poornima) of the Shravan month of the Hindu lunisolar calendar.



Rakhi SMS

“Kya Bataoo Yaaro
Meri Kismat Ki Kahani
Kuch Is tarah Likhi Gai
Jin Hatho Se Gulab Dena Chahta Tha
Unhi hatho me vo Rakhi Bandhkar Chali Gai.”

Rishta hai janmo ka hamara,
Bharose ka aur pyaar bhara,
Chalo, ise bandhe bhaiya,
Rakhi ke atut bandhan mein.
“Happy Raksha Bandhan” to My Dearest Brother.

Agar Aap Bus, Train, Plane Ya Kahin Se Bhi Aa Ya Jaa
Rahe Ho Aur Kisi Mahila Ke Haath Mai Phool, Dhaga,
Chain Ya Chamakti Hui Koi Bhi Vastu Dekhen.
To Turant Wahan Se Hat Jayen.
Yeh Vastu Rakhi Ho Sakti Hai.
Aapki Zara Si Laparwahi Apko Bhai Bana Sakti Hai…
Janhit Mai Jaari!!!


kaamyabi tumhare kadam chume,
khushiyan tumhare charo aur ho,
par bhagwan se itni prarthana karne ke liye,
tum mujhe kuch to commission do! to my extremely